Sunday, May 22, 2011

ek kavyatri ka jel jana......

Kanimonjhi matlab 'aakh ki putli'.Ek kavyatri bhi aakh ki putli hoti hai vah janchetna ki pravahmayi dhara hoti hai. Kintu jab ek janchetak janneta banne ki koshish karta hai to uski saaf chavi par dhabbe to lagte hi hai... kuki vah waha jakar bhawnawo se koso dur chala jata hai. Or ese me wah swarthi vhi ban jata hai...
aaj kanimonjhi ka jel jana or aakho ki kirkiri hona sayad ise galat chatra ka chunow karna tha jisne uske komal hiriday ko swarth ka chola phana diya......

No comments: