'Jindagi bhor kiran bankar aai hai............' jee haa! bat mahila sasaktikaran kare to aaj stri har shatra me aage aai hai. Aaj mahilao ki bhagidari rasoi ke chule se lekar sikhsha, vayvosay, chikitsha or to or rajniti ke galiyaro me v apni new kayam kar li hai. Jharkand vidhanshabha chunow me har chote se bade pado ke liye mahilao ki bhari shankhya me namankan unki pragtishil or sashakt scoh ki parichayak hai . Is bat me ab koi bharam nahi hai ki pichre kahe jane wale rajya ki mahilao ki is pahal ne unke unnat soch ka subh sandesh diya hai.
Jab v koi nai pahal hoti hai to hum kabhi kabhar atiutsha ke karan ya fir apni bhawnao ke karan sahi nirnay nahi kar pate hai . Atah aaj hame ek jimmedar nagrik ki bhati hi sochna chahiye taki ek yogya janneta ka chunow kar sake............ vote de par apni dil or dimag dono ki soch kar...... jai hind